Mobile Phone Me Android 7.0 Nougat Kaise Install/Update kare in hindi

Mobile Phone Me Android 7.0 Nougat Kaise Install/Update kare in hindi


post by:-mahendra raiger

Hello friend pc hindi tricks main aap ka suwagat hai to aaj ham baat karenge ki kaise Android Mobile Phone Update  Kare – Dosto jub bhi hum koi New Android Smartphone Purchase karte hai to wo already latest Version Updated hota hai. par purane Mobile ko time time par Update karte rahna chahiye.

 Aisa karne se bahut benifit milta hai, isse apke Old Android Version New Version me Convert ho jata hai, Iske sath hi Upgrade ho kar phone me naye Extra Feature aa jate hai. 

Apka old Smartphone pahle jaisa new ban jayega aur usme improvement aayenge. Aaj hum is post me Androd Phone ko Update karne ke bare me janege.

Kuch log ko apna Phone Safely Update karne ka tarika nahi pata hota or wo service centere jate hai waha unka paisa or pura day barbad ho jata hai. Jin logo ko tarika malum hai wo direct update kar lete hai. Iski wajah se unka phone kharab ho kar thik se kaam nahi karta.

 Phone me kai sari dikkat aa jati hai, Data Corrupthona, Open nahi hota, Touch thik se kaam nahi karta aur Display nahi aa rahi etc Problems uhne face karni padti hai.

 Yah sab hota hai Safe Tarike se Android Version Update na karne ke karan. Me apko yaha kuch savdhaniyaa or important ka tarika bata raha hu, jiski madad se aap apne mobile ko Upgrade karna chahte hai toh Successfully ho jayega. Android mobile update karne ka tarika step by stepfollow kare.

Android Mobile Phone Update Kaise Kare in Hindi

Sabse pahle humko apne device me yah check karna padega ki update available hai ke nahi. Is option ko check karne ke 2 tarike hai, jiski jankari me niche bata raha hu step by step follow kar ke pata kare.

Check Android Update

Option 1.

  1. Android Phone ke Settings mein jaye.
  2. Niche ki taraf About Phone pe Click kare.
  3. Isme System Update option hoga usme Click kare.
  4. Check for Update ka Option dikhega usko Click kare.
  5. Apke Android me Update Available hoga, to Package Download karne ka option show ho raha hoga.

Option 2.

  1. Phone ka Number Dialer keyboard me jaye.
  2. Usme is Code *#*#2432546#*#* ko enter karke Dial kare.
  3. Phone me Update Available hai, to kuch seconds baad aapke staus bar mein Show ho jayega.
Agar in dono method me se kisi ek se bhi apka phone Available show karta hai, to “congratulation” apka Android Software Update ho jayega.

Andopid Phone Update Karne Se Pahle Dhyan Dene Wali Bate.

Phone Fully Charged

Sabse pehle apna device at least 70% charge kar le agar Battery Backup kam ho to 100% Charge kar le. Phone Update hone me time lagega, agar is process ke waqt Mobile Swich Off ho gaya to apka device kharab ya Software Corrupt honr ka chance jyada hai.

Use WiFi For Update

WiFi ka istemaal best tarika hai, kabhi bhi Update smartphone ko karne ke liye Data Connection ka use na kare kiyu ki yah trustable nahi hota. Mobile network kam jyada ya kabhi kabhi band ho jata hai. Is condition me apke smartphone ki puri Upgrading Process ruk jayegi. Iski wajah se apke phone ko kiya nuksan hoga usme kitni problem aayegi ye mene apko upar bata diya hai.

Backup Your Phone Data

Ho sakta hai apke mobile ka kuch data loss jaye. Agar personal data Photo, Video or File phone se delete ho jaye to phir se Data Recover karna muskil hai. Android Version Upgrade karne se pehle apne phone me Backup jarur bana le aur uski file ko SD Card ya Computer me save kar ke rakh le taki jarurat padne par restore kar sake.

Android Phone Ke Software Ko Update Kaise Karte Hai

  1. Sabse pahle apne Smartphone ko WiFi se Connect kare.
  2. Setting me jaye aur About Device par Click kare.
  3. Isme Software Update ka option hoga uspe tap kare.
  4. Ab apka Mobile Check karega apake phone ke liye New Version Available hai ya nhi.
  5. Agar Phone Update ke liye letest Version Available hoga, toh ek popup window open hogi.
  6. Popup window me Download ya Install ka Option hoga us par click kare updating process start ho jayegi.
  7. Is puri processing ke doran na to apka mobile swich off hona chahiye or na WiFi ko Disconnect kare.
  8. Wait kare time lagega kuch der me apka android mobile ka sofyware letest version me upgrade ho jayega.
Dosto is post me apne jana kaise smartphone ko automatic update letest version me kare. Apka koi sawal hai to comment se bata sakte hai. apki help karne me mujhe khusi hogi.

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

please comment your choice game ...