Linkedin Kya Hai? Linkedin Account Kaise Banaye hindi main
To chaliye jante hai ki Linkedin me Account kaise banaya jata hai.
Linkedin Account Kaise Banaye :-
Step 1. Apne Browser me www.linkedin.com ke site ko kholiye
khulne ke bad apko ek form bharna hai jisme apko Apna naam aur Email Id, Password dal kar Join Now Par click karna hai.
Step 2. Apna Country Select kare.
Aur apna Zip code dal kar Next kare.
Step 3. Agar aap koi Job karte hai ya koi Bussiness karte hai to apna Job/Bussiness ka details bhare aur agar aap Student hai to upar Yes par click kare.
Last me Industry Type choose kare aur Create Profile par click kare.
Step 4. Agar aap chahe to Find Job me click kar ke apne Email Contact ko apne Linkedin Profilese jod sakte hai.
Jodne ke liye Find Job par click kare.
Step 5. Ab apna Email Address dale.
Aur Continue par click kare.
Fir ek Pop Up Window Open hoga uslme Allow Option par click kare.
Step 6. Ab Other longo ko jodne ke liye Add Connection par click kare
Step 7. Agar aap Linkedin App Download karna chahte hai.
To Phone Number dal kar Get The App par click kare.uske bad apke number pe App ka linkayega jis par click kar ke aap Linkedin App Download kar sakte hai.
Congratulation apka Linkedin Profile Successfuly Create ho gaya hai !!
Step 8. Ab aap Edit Profile par click kar ke apna Profile Picture dal sakte hai aur Apna Job/Education Details Update kar sakte hai.
to dosto aap ko ye post kaisi lagi comment karke bataye thanks you..
to dosto aap ko ye post kaisi lagi comment karke bataye thanks you..
please comment your choice game ...