Meta Tags ko Blogger me kaise add kare SEO ke liye in hindi tricks

Meta Tags ko Blogger me kaise add kare SEO ke liye in hindi tricks


post by:-mahendra raiger

Hello friends pc hindi tricks main aap ka suwagat hai too aaj ham iss post main baat karnge ki meta tags ko blogger blog me kaise Seo ke liye Jodte hai. dosto hum blog baanane ke baad hum us par kuch post dalte hai aur hamari ummid rahati hai ki hum jo bhi apne blog me dale vo search me aaye. phir hum apne blog me accche se acche content dalte hai aur phir bhi hamare blog pe visitor nahi aate hai to hame bahut nirash hoti hai. par mai aap ko tips batana chahta hu sirf acche content dalane se kuch nahi hota uske liye aapko kuch jyada karna hoga.

Jaise ki apne post ko facebook,twitter,google+, aur bhi social network ke jariye share kar ke traffic badaye Ab hum baat karenge kaise apne website or post ko google search me laye ji ha agar aap meta tag apne blog me add karte hai to aapke blog ko google acche tarah se samjh payega ki asal me aap kya hai kya likhate aur vaigra vaigra hamare blog ko search me lane ke liye meta tag bahut hi jauru tool hain iss tool ka lagbhag sabhi blogger use karte hai. meta tag ke madad se hum google ko in chijo ke bare me batate hai- blog kis bare me hai,blog me kya hai, blog ke author ke name, country. bhasa. aur hum google ko batate hai vo hamare kin kin chijo ko search me laye 


Meta Tags ke jodne ke baad dekhe

Meta Tags code kya hai


Disription :  issme aap ko apne blog ke baare me likhna hai. blog ke baare me aisa likhe ki koi bhi visitor pad ke samjh jaye iss blog me kya hai. yaad rahe dicription 160 sabdo se jyada nahi honi chahiye

Keywords : Keyword ka matlab aap blog me kis topic pe article share karte hai jaise ki mai apne blog me iss topic pe article share karta hu blogging,make money,social network, seo, etc. note kare keyword ke beech me ",", jarur lagaye 

Author :  Author me apna name dalna hai. jaise ki google ko pata chal jaye ki is blog ko koun maintain karta hai or koun malik hai,


Language : issme aap apne blog ki bhasa likhani hai aap ka blog hindi me hai to hindi likhe English me hai to English dale.

Country : Issme aap ko apne desh ka name dalna hai aap kis desh se hai india se hai to india dale.

Robot : Iss option se hum google ko batate hai ki vo hamari kin kin chijo ko  google ke search me laye.


Ab aapko sabhi topic ke baare me pata chal hi gaya hoga ab aap niche jo code hai usko copi kare aur usme aapko thoda apna details reneme karna hoga uske baad apne blog me add kare uska step mai bata raha hu

Ye code copy kare


<b:if cond='data:blog.url == data:blog.homepageUrl'>
<META NAME="Description" CONTENT="A blog About web disign and technology" />
</b:if>
<META NAME="Keywords" CONTENT="bloggin,seo,socil network,technology" />
<META NAME="Author" CONTENT="Raju Prajapati" />
<META NAME="language" CONTENT="Hindi" />
<META NAME="Country" CONTENT="India" />
<META NAME="Robots" CONTENT="All" />



Note :  Jo Red colour me hai usko rename karke apna detils dale. apne blog me add karne ke liye Blogger.com pe jaye login kare phir template pe click kare uske baad edit html pe click kare.

Ab ek new windo khulegi jisme aapko apna code add karna hai


Meta tags ko kaise jodte hai search me lane ke liye


Ab hame karna hai ki template box me kahi bhi click kare ctrl+f key dabakar <head> search  kare thik uske niche code ko paste kare  Phir Save template pe click kareke setting kar de.

agar aap ko blog ke bare main or koi jankari cahiye to comment kare or iss post ko share kare..

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

please comment your choice game ...