how to transfer songs and videos from pc to iphone in hindi tricks

how to transfer songs and videos from pc

Xender se iPhone music library me songs ko transfer karne ke liye device ko jailbreak karne ki jarurat nahi hai. Without jailbreak hi ham music ko transfer karenge. Iske liye aapko sirf Iphone mobile and iTunes software chahiye. Below steps ko follow karke aap easily music ko Xender se iPhone ki music library me songs transfer kar paoge.



apps-select-kare

connect-iphone-to-itune-software

Step 1 – Sabse Pahle Phone ko computer se iTunes ke sath connect kare. Jisame iTunes software install kiya hai.
Step 2 – iTunes ko open karte hai computer ke sath aapka phone sync hona start ho jayega. Sync hote hi iTune me aapke phone ko select kare.
Step 3 – Phone ko Select karne ke bad ab “apps” ko select kare.
Step 4 – Ab scroll down karke file sharing option se “Xender” ko select kare. Reference ke liye niche diye gaye screen shot ki help le.
xender-select-kare
Step 5 – Xender ko select karne ke bad right side me aapko kuch folders show honge. Usme se “other” folder ko select kare. Folder ko select karne ke bad export karne ke liye (local computer me save karne ke liye) “Save to” par click kare. Proper folder destination dekar save folder par click kare.
other folder select kare
Step 6 – Now simple jese aap iTunes se file ya folder transfer karte hai vah step karna hai. Uske liye iTunes ke “file” menu se “Add folder to library” par click kare.
add-folder-to-library
Step 7 – Jo folder aapne step 5 me export kiya tha us folder ko select kare.
Step 8 – Folder ko select karte hi my music me songs show karne lagenge. ek bar phone ko iTunes se sync karke check kar le.

iphone se judi agar aap ko or koi jankari chahiye to aap hame comment kare sakte hai.

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

please comment your choice game ...