blogger par website बनाने के लिए इन बातो का ध्यान रखे

 Blog Website Banane Ke Bad Kya-kya Karna Chaiye in Hindi




Blogger par free website banane ke bad new blogger ko kya-kya karna chahiye apne blog website par

Hello friends mera naam mahendra hai or agar apna blog website banayi hai aro aap abhi new hai to aapko ye post jarur padhni chahiye ye jaru jan lena chahiye ki aapko apne new blog website par abhi aro kya-kya karna chahiye,


Aab Jante hai Ki New Blogger Ko Apne Blog Website Me Kya-Kya karna Chahiye

Apne apna free blog blogger par to bana liya hai par aapko ye nhi pata ki aapko apne blog me abhi kya-kya karna hai to aap hume follow karte rahe



to shuru karte hai :-

1 Aapko apne blog par high quailty ke posts likhane chahiye jo google webmaster ke liye bahut jaruri hota hai aro aapke blog reader ko apne taraf bhi aakarshit karta hai



2 Blog par image upload karte samay usko rename jarur karle agar aap apne blog website par google adsense ke ads lagana chate hai to kiyo ki ye google webmaster ki guideline hai agar aapko isko follow nhi karte to aapka adsense account ke approved hone ke kam disapproved hone ke chance jada hota hai is liye ye jaruri hai

3 Aapko apne post ko lable bhi karna chahiye jisse reader apni pasand ki post aashani se padh sake ye bhi google webmaster ki guideline hai



4 Aapko apne blog website par Email subscribe ka widget bhi lagana chahiye jisse aapke reader ko aapne kya new post kya hai unko jaldi pata chal jata hai jab bo aapke Email subscribe ko join karge tabhi unko update milta hai

5 Facebook like box widget ko bhi add kare apne blog me kiyo ki jab kise ko aapki post pasand aayegi to bo aapke facebook page ko like kar sakta hai jisse aapko blog aro popular hoga

6 Social share button ko apne blog par lagaye jisse readers aapke post ko apne dosto ke shath aashani se share kar sake jisse aapke blog par readers ki tadat aro badhti jati hai is se bhi aapke blog ke popular hone chance bhi badh jata hai

7 Search box ko aad karene se aapke readers ko aashani se apni pasand ki post khojne me shahayata milti hai

8 Aapko apne blog par kuch pages bhi add karne chahiye jaise Contact us,About us, Privacy policy, Disclaimar, Sitemap, Error, ye sab bhi aapko apne blogs me add karna chahiye




9 Privacy policy page banate samay is bat ka dhayan rakhe ki agar aap kudh hi privacy policy page bana rahe hai to aapko apne blog par google adsense par apna account approved karna hai to aapko google adsense ko apni privacy me allow karna hoga matlad uske bare me aapko apne privacy policy me likhe ki aap google adsense ke ads apne blog par laga sakte hai

10 Agar aapko apne bloge par adsense account approved karna hai to aap apne original contact hi likhe kis ka copyright cantact copy chroi karke apne blog par bilkul bhi na lagaye nhi to google aapka blogs band bhi kar sakta hai

11 Aapko apne blogs ke har post ke andar internal links add karni chahiye ye bhi jaruri hai is se aapka bounce rate bhi kam hota hai bounce rate jitna kam hoga aapka blog utna hi popular hoga

12 Apne bloge ka ek sitemap banaye or use google search console me submit kare

13 Apne blog ko google analytics me bhi aad kare jise aapko pata chal jaye ki aapke blog par roj kitne readers aate hai aro aapka bounse rate kiya hai bounce rate bo hota hai jo aapki blog ki popular ko darshata hai

14 Robots txt ko bhi apne blog me add kare jisse aap kya allow karte chate hai apne readers ko dhikhane ke liye aro kya nahi ye google ko batata hai ki aapne kya allow kar rakha hai aro kya disallow

15  Apne blog ko dusare search engine par bhi submit kare jaise yahoo webmaster agar aapne kewal google par apni site submit ki hai to aapko kewal google search engine se hi koyi aapke blog ko khoj sakega

16 Aapko apne blog me ek accha sa template bhi use karna chahiye jo dekhne me accha lage aro jaldi load ho

17 Aapko apne blog ko aisha banaye jo pc aro mobile par bhi accha dikhayi de

18 Aapko apne blog par admin widget bhi lagana chahiye aro apne bare me kuch jaru likhe



Ye sabhi jankariya har new blogger ko apne blog me update kari chahiye jisse unka blog fully loaded ho jata hai aro unke readers ki sankhiya bhi badhti jati hai

Aapko post se related koyi bhi sawal hoto aap humse puch sakte hai

Aapko post pasand aayi hoto aap apne dosto ke shath share jarur kare aro humara facebook page page like karna na bhule aap hume google pluse, twitter, facebook, par bhi follow kar sakte hai


Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

please comment your choice game ...