blog ki basic settings kaise set kare hindi tricks

blog ki basic settings kaise set kare hindi tricks


post by:-mahendra kumar


1.blog ki basic settings

fastmoneyxyz.com
1 :- Title - yaha Aapke Blog ka Title name add hota hai . agar Aap kabhi Apne Blog ka Title name change karna chahate hai to edit ke Option par click karke Blog Title change kar sakte hai. Jaise mere Blog ka Title knowledge & money hai or mujhe yeah change karna hai to mai iss ka Use future ka Use karuga .

2 :- Description - yaha Aap apne Blog ki description Type kar sakte hai but yeah description only Blog Header Par show karne ke liye hota hai . Aap Aap Blog description hide me kar sakte hai.

3 :- Privacy - yaha Par 2 options hote hai , first me yes karne se buzz Par ADD kar sakta hai .
2nd options Par yes karne se Aapka Blog search engine Par show hota hai .

4 :- Blog Address - iss Option ka Use jab karte hai Aap ko apne Blog Par Custom Domain Name ADD karna hota hai . but agar Aap Blogger ka subdomain name Use karte ho to Aap yaha se Apne Blog ke subdomain name change bhi kar sakte hai.
Note - Aaisa karna wrong hota hai kyoki agar Aap apne Blog ke subdomain name ko change karte ho to Aapki Console property ko bhi change karna padta hai or Google Analytics account ko bhi and etc

5 :- HTTPS Availability - Blog Par HTTPS Availability Option Security ka work karti hai  but yeah jabi Use kar sakte hai jab Aap Apne Blogger ka subdomain name Use karte hai . Custom Domain Par isse use nahi kar sakte . subdomain name Par use kar ke liye HTTPS Availability yes kar dijiye. Isse Aapke Blog ki security on raheti hai

6 :- Blog Author option ka Use jab kar sakte hai jab Aap apne Blog Par Blog partner Banate hai . agar Aap kisi ko ADD karte hai to wo people bhi apke Blog Par pura control kar sakta hai. Mai Aap ko suggest karuga ki Aap agar kisi ko ADeD kare to Aap ko uss people Par pura trust hona chahiye . second Aap iss ka Use jab bhi kar sakte hai jab Aap apne Blog ki email id change karna chahate hai . I mean Blogger login I'd

7 :- Blog reader option ka mean apke Blog post kaun read kar sakte hai . aap choose kar sakte hai .

2.post and comment settings

fastmoneyxyz.com


1 :- show at post Option iss ka Use jab karte hai jab hume apne Website home Par post show karna hote hai . mixmum Aap 10 post show kar sakte hai . waise 5 se 7 post home Par show karna sahi Better hota hai . loading speed ke hishab se.

2 :- Post Template option iss ki  help se Aap apne hur new post me ek massage add kar sakte hai bas Aapko ek baar wo message iss box me Type karna hota hai uss ke baad jab bhi Aap koi new post likhte hai to wo Message phele se add milta hai. But kuch Blogger iss me simple words Use karte hai jisse wo words post me simple hi show hote hai . iss box ke undar HTML coding paste karni chahiye jisse Aap ka massage beautiful show dikhe .
Note :- but yeah message hamesa ke liye add ho jata hai agar Aap ko message change karna hota hai to phir post edit karna padta hai . iss best yeah hota hai ki Aap author msg Template ya widget Par add kare because Aap ek jagah change karuge to automatically sabhi post me change ho jata hai issliye best hai Template msg ya widget.

3 :- Showcase image with lightbox Option iss Option Par yes and no hota hai . agar Aap yes karte hai to phir apne Blog Par koi User apki post image Par click karta hai to uss User ko Aap ki uss post ki sabhi image ek Sath show hoti hai . or yeah options pura dipend Aapki Template me lightbox ki CSS coding Par hota hai.
Or agar Aap no Par click karte ho to apke Blog ki simple image raheti hai. Mere  Blog Par no Option Par click hai . Aap meri kisi bhi image Par click kar ke dekh sakte hai . best no ki hota hai .

4 :- Comments location option iss 4 feature hote hai . but Mai Aap ko shot me batata ho Aap Apne Blog me embedded on rakhe kyuki iss Option ki help se Aap hur post me comments Par control kar sakte hai , Aap chahe to post Par comments allow kar sakte hai ya disallow kar sakte hai. But yeah feslety embedded options me hai.

5 :- who can comments Option iss Option Par Aap choose kar sakte hai ki Aapke Blog par kaun comment kare . mai Aapko batana chahata ho ki Aap anyone Par click kar sakte hai jisse Aap ke Blog Par koi bhi comment kar sakta hai . mostly Blogger comments box ki wajah se apne Blog WordPress Par transfer karte hai kyoki wo jante hai jayda tar people's e-mail I'd Use karte hai iss wajah se wo Blog Par comment nahi kar pate . agar Aap anyone karte hai to Aap ke Blog Par without I'd se bhi comment kar sakte hai . mai anyone Option ka use karta hu.

6 :- Comments moderation Option yeah Blogger Par best feature hai. Agar Aap ke Blog Par koi comments karta hai to wo comments kaise show hoye yeah set hume idhar karna padta hai. Iss me 3 option diye hai .
Always - agar Aap Always ka use karte hai to User ke comments Aap ke Publish karne ke basd show hoyege.
Sometimes - agar Aap sometimes ka Use karte hai to User ke comments automatically kuch time baad show hone lagate hai.
Never - agar Aap never ka use karte hai to User ke comments karte hi comments show ho jata hai.
Sabse best hota hai Always iss option me Aap comment read karne ke baad Publish karte hai .

7 :- show word verification Option isse on karne se koi bhi user agar Aapke Blog Par comment karta hai to uss User ko phele verification ke gujrana padta hai . mai suggestion dena chahuga isse kabhi on nahi kare iss ki wajah se kai User comments nahi kar pate kyoki verification ki wajah se time waste hota hai.

8 :- show Backlinks Option iss Option ki help se agar koi User apke Blog Par comment me link ADD karte hai to uss link Hide kar sakte hai . but yeah puri tahar jab kaam karta hai jab Aap ki Template me comments Backlink ki coding ho rakhi hoti hai . mostly hur Template Par nahi hoti .

9 :- Comment form message Option iss Option ko jab Use karte hai jab Aap ko Comment box Par User ke liye koi message  dena ho .

3.blog ki email settings

fastmoneyxyz.com

1 :- Posting Using E-mail Option iss Option ki help se apke Blog Par koi bhi Guest Posting kar sakta hai. uss User ko Aap ka Secret word pata hone chahiye.
Mai ko batana chahata ho isse disable hi rakhe kyoki sab se best hai mail I'd Par guest post receive karna.

2 :- comment Notification E-mail Option ka use jab karne hai jab Aap ne posting Using E-mail allow kar rakha hota hai jisse Aap jobhi mail I'd add karte hai uss Par Notification aa jaye.

3 :- E-mail posts to Option me Aap Jo I'd add karte hai wo User post send kar sakta hai .

4.blog ki Language and Formatting

fastmoneyxyz.com
1 :- Language Option iss ka uss iss liye karte hai ki Aap ka Blog kis language me show hoye.

2 :- enable transliteration Option iss disable hi rahene dijiye.

3 :-  time zone Option iss Par agar Aap India se to India time zone set kare kyoki idhar jis country ka time zone set karege wahi apke Article , comments Par show hota hai.

4 :- date Header format Option iss ka uss issliye karte hai jo apke Blog Par Article Par date show honi chahiye wo kis tarah show honi chahiye. Humasha shot date choose kare.

5 :- Timestamp format Option iss Par jo apke Article me time show hona chahiye wo choose karte hai .

6 :- Comment Timestamp format Option iss Par yeah set karte hai jo Aap ke Blog comments box Par Time date show hoti hai wo kis tarah show honi chahiye . isse humesha shot hi choose kare .

5.blog ki Search performance settings

fastmoneyxyz.com
1 :- Meta Tags Option yeah bahut important hai yaha aapka Blog kis se related jankari share karta hai wo Type karna chahiye. Aap chahe to Template me bhi Meta Tags ADD kar sakte hai or wo best bhi hai.

2 :- Custom page not found Option iis me Aap Custom page not found ki coding aad karte hai jisse agar koi User search engine se Aapki site ke link Par click karke aaye to or uss page ya post Par ERROR aa raha hai ya wo delete ho gaya hai to Aapke User Aapke Blog ke or post read kar sakte hai. Mostly Aaj kal Template Par Custom page not found ki coding include hoti hai . agar Aap ki Template Par nahi hai to Aap ADD kar lijiye.

3 :- Custom Redirects Option iss ka Use jab karte hai jab Aap apne Blog Par koi post delete karte hai or phir ussi post ko new tarike se likhte hai . phir Aap uss post ko Custom Redirects kar sakte hai jisse koi Aap old post ke Link Par click karta hai to phir wo User aapka new post read kar sakta hai. Iss Custom Redirects kahate hai.


4 :- Custom robots.txt Option iss ka use Blog Par jab karte hai jab Aap ko apne Blog ke kuch post ya page search Par show nahi karne hote hai i mean hide

5 :- Custom robots Header Tags Option iss ka use advance Tags ke liye karte hai . or isse search engine Par better results milte hai.


6.blog ki other settings
fastmoneyxyz.com

1 :- import & Back up Option iss me 2 Options hote hai.
Import Option ka use jab karte hai jab Aapko apne Blog ko kahi transfer karna ho . example WordPress etc .
Back up Option ka use jab karte hai jab Aap ko apne Blog post , page,comments, etc back up Lena ho .

2 :- Delete Blog Option jab Aapko Blog delete karna hota hai delete Blog Option use karte hai . but permanently delete Blog 90 day me hota hai . to Aap jab chahe restart kar sakte hai Blog ko 90 day se phele.

3 :- allow Blog feed Option iss ka use jab karte hai aapne Blog feed widget use kar rakhi ho . jaise Blog popular post widget show hoti hai same ussi tahar Blog feed show hota hai. Issliye Blog Par isse kam use karte hai .

4 :- post feed Redirects URL Option iss me Aap ko apne feed Burner account ka URL ADD karna hota hai jisse feed Burner apke Publish Article apke Blog subscrible User ko send karta hai.


5 :- post feed footer option agar App apne Blog footer Par RSS feed show karna chahate hai isse jab use karte hai .

6 :- enable Title Links and enclosure links option iss ko jab enable karte hai apko apne Blog me video audio RSS link ADD karte hote hai . iss ke upar kuch Dino me jankari share karuga.

7 :- Open yourID URL Option yeah Option mostly new Blogger ke liye hai kyoki new Blogger mostly apne Blog ka URL bhul jate hai wo yaha Par dekh sakte hai.

8 :- Adult contact Option Iss use jab karte hai jab apne Blog Par 18 plus age se related jankari share karta hai . or wo jankari aap ka Blog children ke sath share nahi karna chahata hai . agar Aap iss Option ko yes kar dete hai to aapki site Par jab bhi koi User incoming karega to uss User ko warring di jayegi adult User hi visit kar sakte hai. Adult mean baade hota hai. I mean 18+age

9 :- Google Analytics Option idhar Aap apni Google Analytics account I'd add karte hai jisse apke Blog User activity track hoti hai .


blog se judi or kisi jankari ke liye aap hame comment kar sakte hai thanks you.

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

please comment your choice game ...