whataap se delet masesege kese baps lale in hindi tricks


How To Get Back Deleted Messages ON Whatsapp in Hindi  
1) Dosto Manalo Ki Tumne Whatsapp se koe Message Delete kar diya hai # Ya Chart ko Clear kar diya hai
to Tumhe Simply Google play Store me Jakar [Es File Explorer ] App Download karna hai ! Aur use Aapne Mobile me Install karna hai !
2) Now Launch [Es File Explorer] and Go to Whatsapp >database
in Hindi -Abb  [Es File Explorer] ko Open karo # Jaise Hi App Explorer ko Open Karo ge Vaise hi Tumhare Samne Mobile ke Sare Files Dikhenge ! vaha Se Tumhe Whatsapp Folder Par Click kar ke > Database Folder me Jana hai
Dosto Database kya hai ? to Whatsapp Tumhara 7 Din ka Data# Aapne Data Base me Save Karke Rakhta hai ! to Hume Jo Data Need ( चाहिये )Use Hum Vaha se Recover Kar sakte hai !
 3) Jaise Hi Aap Database Folder Open karoge Vaise tumhare Samne 
{.db.Crypt) nam Ke File Show Honge ! Ye Tumhare Msg ka date wise Backup hai jo ! Whatsapp ne Aapne Data-base me Save kar ke Rakhe hai 
Aapko  first Simply (msgstore.db.Crypt8)  File Ko Find (ढूंढना ) hai ! Aur use renamekarna hai jaise ki
  • (Backup-msgstore.db.Crypt) Aur Use OK Kar dena hai !


4) Abb Aap ka Adha Kam Ho Chuka Hai _ Abb Simply Jis Data (तारीख ) Ka MSG  TumheRecover karna hai Use  File ko Select karo Aur Use Rename karo jaise ki
  • msgstore.db.crypt ( Yane Aapko File ko Rename karte Wact Date Ko hatana hai !)
5) Abb Mobile me Setting >Apps > All > Whats-app > Clear Data < kar do
6) Clear Data Hone ke badh # Whatsapp ko Fir se Open karo Aur Aapna Mobilenumber Enter kar ke Next karo _ Aage jakar Tumhe Restore ka Option Aayega # vaha se MSG Restore kar do
  • Messages Restore Hone ke liye 5 se 10 min Lag sakte hai
jaise Data Restore hota hai # vaise hi tumhare sare Delete Messages Bhi Recover Ho jayenge !

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

please comment your choice game ...