Pattern Lock Ko Reset Kaise Kare Without Google Account

Pattern Lock Ko Reset Kaise Kare Without Google Account

Kuch extra security phone me  dalne ke kiye pattern lock acha hai lekin kya hoga jab aap pattern lock bhul jayege aur email id ka bhi access aapke pass nahi hoga? Aise me ek trick humare bahot kam aati hai wo ye ki phone ko reset kare. Kai log aapna pattern lock kabhi kabhi bhul jate hai aur mobile lock ho jata hai fir mobile ko care center par lekar jate hai software karwate hai. Lekin aapko ye sab karne ki jarurat nahi aaj mai aapko simple trick batane wala hu jis se aapka phone reset ho jayega. Lekin is me nuksan ye hai ki aapka jitna bhi data phone me hai wo sab delete ho jayega.

Pattern Lock Ko Reset Kaise Kare Without Google Account

Is Tutorial me mai aapko complete jankari dunga jisko pad kar aap aapna phone aasanise unlock kar payenge. Niche diye gaye steps ko follow kare.
  • Aapna phone switch of karle.
  • uske bad Aawaj badane wala button + Lock karne wala button + Home Key yani Bich wala button ye tino button ek sath daba ke rakho. ( Volume up + Home Key + Power Button )
  • Uske bad ek screen khulegi waha par upar niche jane ke liye aawaj ke buttons ko istmal karo.
  • Niche jaye aur Restore Factory Defaults is option ko select kare.
  • Restore Factory hone ke bad rebot system par jakar aapna phone rebot kare.
Pattern lock reset kaise kare
Ye sab karne ke bad aapka phone reset ho jayega. Humari trick aapne dosto se jarur share kijiye. humari site ko jyada se jyada share kariye next time milte hai aise hi usefull information ke sath have a nice day.

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

please comment your choice game ...