Reliance Free Internet Trick Android Mobile :
Hello friends! Iss article me mai bataunga Reliance free internet netify VPN se kaise chalaye. Ye ek dam new and latest trick hai . Netify Vpn app se aap reliance unlimited free internet ka maza le sakte hain. Isse pahle mainehammer vpn app se net chalane ke bare me bata chuka hun.
Reliance ki ye trick 2G and 3G dono sim ke sath work karti hai .Netify VPN se android phone me asani se unlimited free internet ko access kar sakte hain. To aiye jante hain Reliance free internet kaise chalayen.
Sabse pahle kuch points ko jaan lete hain ki iss trick ka use karne se pahle kya kya Karen.
1 – Reliance sim pe balance ko Zero rakhen. Aur tab iss trick ka use Karen. Nahi to ho sakta hai ki apka balance kat jaye.
2 – Aur kisi bhi trah ka data pack aur recharge active nahi Karen.
3 – Ho sakta hai kisi -kisi state me ye work na Karen. Waise maine isse Haryana and delhi me use kiya hai.to aap bhi isse apne state se use kare aur hame comment kar ke jarur batayen.
Read now : TATA Docomo USSD Code And APN Setting
Step by step Follow Karen:
Reliance Free internet Trick :
1 – Sabse pahle Apne smartphone me Netify VPN app ko yaha se downloadKaren.
2 – Netify App ko install aur open Karen. Ab apko yahan kuch settings karni hogi.
3 – Ab menu me jake ye settings Karen-
“Remove Port” ko select Karen.
Proxt me type Karen – “Real Host”
Aur Proxy server me – info.internet.org type Karen.
4 – Ab settings save Karen aur connect Karen.
5 – Ab aap ka internet connect ho chuka hai. Ab aap reliance free internet ko use Karen. Aur hame apna experience batayen.
please comment your choice game ...