||आधार कार्ड से बैंक मैं अपने खाते की जानकारी पता करे ||
आधार कार्ड से बैंक मैं अपने खाते की जानकारी पता करे |
post by :-mahendra raiger
Hello Dosto Mein Yeh Ek Latest Trick Laaya Hun Jo Aapki Bahut Kaam Ki Hain . Kya Aapko Pata Hain Aap Apne Bank Details Apne Aadhar Card Number Se Dekh Sakte Hain . Agar Aapko Nahi Pata Toh Mein Aapko Bataunga.Aaj Kal Har Bank Me Aadhar Card Number Link Karane Ki Bahut Jaruri Ban Chuki Hain . Aise Me Aapko Tension Hoti Hogi Ki Aapka Aadhar Card Linked Hain Ki Nahi . Par Mein Aapko Iss Article Ke Dwara Bataunga Ki Kaise Aap Pata Kar Sakte Hain Ki Aapke Aadhar Card Se Kon Kon Se Bank Connected Hain..
How To Check Bank Details By Aadhar Card :-
Step 1 :- Phele Aap " UIDAI - Official Website " Par Jaaye
Step 2 :- Aapko UIDAI Website Pe " Aadhar Card service " Ke List Me " Check Aadhaar & Bank Account Linking Status " Dikhai De Raha Hoga.
आधार कार्ड से बैंक मैं अपने खाते की जानकारी पता करे |
Step 3 :- Aapko Aadhar Card Number Dalna Hain Aur " Security Code " Par Diye Gaye Box Ke Code Ko Dekh Kar Click Karna Hain..
Step 4 :- Phir Aapko " Send OTP " Pe Click Karna Hain.
आधार कार्ड से बैंक मैं अपने खाते की जानकारी पता करे |
Step 5 :- Phir Aapke Aadhar Card Se Linked Mobile Number Ka OTP Dalna Hain.
Step 6 :- Phir Aapke Samne Show Ho Jaayega Ki Konse Bank Pe Linked Hain . Aur Active Hain Ya Inactive
1 comments:
commentsPlease Check Our New Products... Let's Join With www.ayamsabung.com
Replyplease comment your choice game ...