अगर आप ने अपना एंड्राइड मोबाइल का Lock अनलॉक कराया है तो अपना डेटा कैसे प्राप्त करे
|post by :-mahendra raiger |
Aaj ham ek bahut hi common problem par baat karenge or woh ye hai ki factory reset karne ke baad android mobile me data kaise recover kare. Andorid mobile User is problem ko many times face karte hain jab woh apna mobile bina data or contacts backup ke factory reset kar dete hain or baad me data recover nahi kar paate hain.
Isliye aaj me aapko is problem ka best solution dene jaa raha hun jisse aap mobile reset karne ke baad delete huey data ko recover kar sakte hain. Lekin usse pehle ham jaante hain ki factory reset hota kya hai or kyon kiya jaata hai.
क्या है ?
Factory Reset
Jab kisi mobile ko factory reset kiya jaata hai toh woh bilkul aisa ho jaata hai jaisa factory se nikal kar aata hai. Isliye isko factory reset kaha jaata hai ye function aapko maximum mobile me milega. Mobile reset karne ke baad mobile data, contacts, images or jo bhi application hamne download ki hai woh sabhi remove ho jaati hai.
Ye function mobile ke liye jaruri bhi hota hai kyonki jab kabhi mobile ki speed kam ho ya fir system me koi errors aa jaaye tab mobile ko factory reset karke ham ye problem door kar sakte hain. Or jab hame mobile sell karna ho tab bhi reset karke ham all data erase kar sakte hain.
But by chance kabhi agar hamari galti se android mobile factory reset ho jaaye toh fir mobile me saved data ko kaise recover kare, iske liye me aapko 3 method bataunga jisse aap android mobile ka data recovery kar sakte hain.
Method First
Ye method unke liye hain jinka android mobile google account se sync hai jisse aapka sabhi data Google account par save rehta hai or factory reset ke baad ham Google se backup recover kar sakte hain. Iske liye aapko ye process follow karna hai.
Factory reset hone ke baad Setting >Backup & Reset option me jaaye. Yahan par aapko backup mil jayega.
But ye method tabhi kaam karegi jab aapne backup account enable kar rakha hai or gmail se sync kiya hai jisse ki data backup automatically save hota rehta hai. Lekin agar aapne backup nahi liya hai or factory reset kar diya toh fir aapko second method follow karna hai.
Second Method
Kabhi bhul se ya kisi bhi wajah se hamne mobile factory reset kar diya lekin data backup store ya save nahi kiya thaa toh fir aapko ye steps follow karna hai.
Step 1
Gihosoft Android recovery software download karke install kare.
Gihosoft Android recovery software download karke install kare.
Step 2
Install hone ke baad program run kare or woh data select kare jo aapko recover karna hai.
Install hone ke baad program run kare or woh data select kare jo aapko recover karna hai.
Step 3
Iske baad android mobile me USB debugging on Android enable karke mobile ko usb cable se connect karde. Iske baad start button press kare.
Iske baad android mobile me USB debugging on Android enable karke mobile ko usb cable se connect karde. Iske baad start button press kare.
Step 4
Aapka mobile device scan hona start ho jayega. Scan complete hone ke baad lost data preview dikhayi denge, jo bhi data aap recover chahte hain uspar tick karke Recover par click kare.
Aapka mobile device scan hona start ho jayega. Scan complete hone ke baad lost data preview dikhayi denge, jo bhi data aap recover chahte hain uspar tick karke Recover par click kare.
Is free software se ham images, data files, music, video, contacts, whatsapp massages or call log recover kar sakte hain. Waise me aapko recommend karunga ki jab aapko mobile factory reset karna ho toh pehle data backup store karle isse aapka data loss nahi hoga or aapko recovery ki jarurat bhi nahi padhegi.
Agar aap ko is artical main koi jankari samjh main nhi aai to comment karke puch sakte hai thanks for reading my post.
please comment your choice game ...