photoshop मैं फोटो का background कैसे change करते है


photoshop  मैं  फोटो  का  background  कैसे  change  करते  है 




Photoshop bahut hi lokpriya Image Editing Software hai. Ye India main hi nahi sari duniya main photoshop ka use hota hai. Khas karke Photoshop Photographer or Studio wale use karte hai. Ye Sab ke liye Popular Software hai. Dosto main aap aap ko photoshop main background kaise change kare wo batane ja raha hu aagar aap ko photoshop main thodisi bhi jankari hai to aap besak photoshop main background change kar sakte hai. Aap ko karna kuch nahi main aap ko step by step batata jaunga us tarah se aap apne Computer main ye step follow karte jaiye usase aap photoshop main background change kar sakenge.

Aap ko Open Kiye Huye photo main background change karne ke liye is photo ko cutting karna hoga or photo cutting karne ke liye aap Lasso Tool, polygonal lasso tool, magnetic lasso tool, ye sare tool ka use aap ko sayad pata hoga ye tool use karke aap photo ko cutting kar sakte hai. Ji ha par main aaj ye tool ke bare jankari nahi dene wala ye tool to photo ko simpley cutting ya edting karne ke liye use hota hai par main aaj jis tool ke bare main bat karne jar aha hu wo tool hai Pen Tool ji ha dosto ye pen tool ke bare main aap main aap ko jankari dunga or isi tool ke madad se main aap ko kis tarah photo ko cutting karte hai wo batane ja raha hu. Aagar aap ko photo cutting main finishing kam karna hai to Pen tool se hi aap photo finishing se cut ho sakta hai.

Sabse pahle Aap ko jis bhi photo ka background ka change karna ho wo image open kar le

Photoshop-main-background-Change-(2)


Photo Open karne ke baad aap Tool menu main se pen tool ka option le ya fir aap keyboard pe shortcut hai (p) button ko dabaiye ye pen tool lane ka shortcut hai esa karte hi aap ke mouse click pe pen tool ka option aa jayega.

Photoshop-main-background-Change-(3)


Aab pen tool se aap jaha se photo ko select karna suru kare vaha se pura photo select kare fir jahase suru kiya vaha aake photo select pura kijiye.
Photo Select ho jane ke baad selection pe Right Click kare or Feather Radius Option pe click kare or aapna father select kare usmain aap 1 ya 2 aap ke anusar father use kar sakte hai.

Photoshop -main-background-Change-(4)

Fir aap Ctrl+C kar ke wo select kiye huye photo ko copy kar le aab aap ka manpasand ka background open kar le us background main aap copy kiye huwe photo ko paste kar ctrl+V se …


आप को ये  पोस्ट  कैसी  लगी  comment  करके  जरूर  बताये


Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

2 comments

comments
September 24, 2020 at 8:31 AM delete



Are you willing to know who your spouse really is, if your spouse is cheating just contact cybergoldenhacker he is good at hacking into cell phones,changing school grades and many more this great hacker has also worked for me and i got results of spouse whats-app messages,call logs, text messages, viber,kik, Facebook, emails. deleted text messages and many more this hacker is very fast cheap and affordable he has never disappointed me for once contact him if you have any form of hacking problem am sure he will help you THANK YOU.
contact: cybergoldenhacker at gmail dot com

Reply
avatar

please comment your choice game ...